Saturday, January 1, 2011

kya khub racha khel ye tune

Kahin Hawas ki bhukh ne Har rishte ko todha hai
to kahin doodh ki chahme ek bacha bhukha soya hai
wah re upar wale kya khub racha khel ye tune
ek aurat ne shohar ke hathon hi apni aabru ko khoya hai

No comments:

Post a Comment