Saturday, March 31, 2012

vasna kasauti us pyar ki na ho

Zindgi me aesa koi yaar na ho
vasna kasauti us pyar ki na ho
sarthak vo diggaj apne naam ko kare bus
na rishton ko apne badnaam vo kare bus
prem ki vo satyta swikar kar sake jo
chune ki chah bus prem ki na ho

No comments:

Post a Comment