tinka
tinka bewafai vo nibhate ja rahe hai,
hum bakhubi gunahon ko unke chipaate ja rahe hai,
vo kahte man bhar gaya hai unka ab humse,
vo kya jaane apne hathon ki us lakeer ko vo
jhutlaate ja rahe hai,
mana bahut hai duniya me tuje pyar karne wale,
par gurur hai hume humne tuje tere har rup me
jaana hai,
ibadat us ishq ki ya ho milan ke pal vo tere,
sajeeshen vo teri ya chehre pe nakaab tere,
tuje har rup me jaana hai ,har rup me apnaya h.

No comments:
Post a Comment