Un mahakte phoolon ki khooshbu fida me aaj bhi hai
Teri aawajo ki vo gungunahat aaj bhi hai
Tere rango se juda vo samaa.n aaj bhi hai
Tere hathon ne jo chua vo aanchal aaj bhi hai
Teri baahon ka vo haar aaj bhi hai
Teri panaah me vo sukun aaj bhi hai
Tere gumo ka ilm is dil ko aaj bhi hai
Tere dukho se ye ankh num aaj bhi hai
Tere pahlu me gujari raat aj bhi hai
Log kahte tuje bewafa phir kyu thujpe vishwas muje aaj bhi hai
Tere be-adab rutbe pe kyu fida ye jaan aaj bhi hai
Tere gunaaho ko chipaan bane hum bewafa aaj bhi hai......
Tuje na ilm iska Teri ruh meri jaan mere saath aaj bhi hai
tera har ek waqt vo ada mere sath aaj bhi hai

No comments:
Post a Comment