hanste huye tum jaana sang khushiya phir laana
har labz,har baat uski maine dil se lagaaye rakha,
aansu mere gawara na the usko ye soch
ghum ko maine apne seene me chipaye rakha
uthe na koi swaal ek bhi tujpe,
har ek sawaal maine khudpe banaaye rakha
thakta nahi bewfaai se vo par
maine bhi khub apna pyar nibhaye rakha
har labz tha vo jhuta,pyar bhi tha jhuta
phir kyu mujse usne rishta banaaye rakha
un lamhon me mujko apna jab banaaya
duniya me phir kyu mujhko jhuta banaaye rakha
tu jaane sach kya hai ,tune rishta ye diya hai
sar aankhon pe vo jhut ,jo tune khud ko mahaan rakha ...
tere ansh ko main apne, lahu se bhi gar seenchu
par na de paau vo pyar jo tune khudme chipa ke rakha ...

No comments:
Post a Comment