Kyu chup hu main mujse ye kahti hai duniya
teri meera ko taane bhi deti hai duniya
khamoshi teri jaane main kab tak sahungi
pariksha main apni akhir kab tak yun dungi
mujme bhi to ek dil hai dhadhkata
kyu tu soche dard e ahsas mujhko na hota
main khilona hu tera mana maine khud bhi
tere zakhmo ko sahna mushkil hai ab bhi
kar sakega na ishwar b ishq ab zameen par
chup raha jo tu sang mere pal vo bita k
tu to diggaj hai na jag ka
tu to jag ko daga de
teri baaton ka to hai jag ko bharosa
ek bar tu aake is jag ko bata de
mere un lamho ka maalik tu hi to hai na
mana maine main gudiya ek teri
man tera ab jisse bhar sa gaya hai
par fenka hai tune muje jis jahaan me
siva tere us duniya me mera koi hai na..

No comments:
Post a Comment