Aaj apne di ki vo baat kahna chahti hu Jo vo sunna nahi chahte ,Mene anjane me us insaan ka dil dukhaya jise mene apna bhagwan mana tha .Apke ghar walo ki galti ki saja mene apko de di .Aapne mere liye sirf aur sirf duaaye mangi …….mene apko ek pal ki khushi na di .Uparwale ne jis kam se muje apke pas bheja use bhi main adhura chodh gayi .Muje maut de do ………….main apke pyar k lyaak hi nahi .Jo chahe saja de do muje bus ek bar meri jindgi ka ek akiri pal de do muje …………… Apne khamoshi me chupa lo mujko Is Duniya ki najro se bacha lo mujko Karte hai sitam ye log muj par …… Is badnaam jindgi se bacha lo mujko …….. Bahut roye hai tuje badnaam kahke Bahut tadhpe hai tere pyar pe shaq karke To kisi aur ka tha iska gum kabhi na tha tu kisi aur ka kab ho gaya Yahi ek ahsaas na tha …………………….. Tu Maut ki saja de de muje ,koi gum nahi muje Chahe kitna bhi bura kah de muje ,afsos nahi muje Bus ek bar muje maaf kar de …………… Bus ek bar muje maaf kar de …………… Tere liye Kabhi beti to kabhi maa bankar Hum apna hare k farj nibhayenge Bus ek bar tu dil se maaf kar de muje Tere pyar me hum shauk se badnaam ho jayenge ……………. |
Tuesday, August 24, 2010
ek ahsaas
Wednesday, August 11, 2010
Maula mere, mere haji ali vo muska lauta de ……………
Juda rah ke tuje tujse milana hai
Safar ab ye hume akele nibhana hai
Tere ishq ko ab parvaan chadhana hai
Tere hi ashako me muje chip jana hai…………..
Na rahna galatfahmi me tu
Tere dard se anjaan nhi hu main
Na samjana akele khud ko tu
To kya hua sath nhi hu main ………..
Juda rak kar bhi ye rishta nibhana hai
Tere dil me vo ahsaas jagana hai
Na khona apna vajood ko tu
Kar himmat aur pa lena apni rah ko tu………….
Tune thukraya hai na kar afsos
Badhta hi ja tu teri majil ki aur
Dard se to tera rista purana hai
Tuje to abhi tera ghar basana hai …………
E khuda mere yaar ki khushiya lauta de
Chehre pe khoya uska vo hi noor dikha de
Ek Arsaan hua usko muskuraaye huye
Maula mere, mere haji ali vo muska lauta de …………………..
Wednesday, August 4, 2010
ek sawaal???
Muskurahut dekar mere labon koTune kyun aankhon ko meri num kar diya
Mehandi se saja kar mere hathon ko Ek pal me kyun mujhe berang kar diya
Khilta tha rang mere chaehre ka Sirf teri muskan dekhne se
Kyun tune udaasi ki chaadar se chehra chhupakarMere chamakte chehre ko benuur kar diya
Kehti to thi main har baat tumse sanam Apne dil ki apne har gum ki khushi ki
Kyun tune aaj kuch na kaha mujhse Kyun khamosh rah tune mere dhruv ko mujse dur kar diya...!!!
Aisa bhi kya hua mujse –tujse na milne se majbur kar diya
Kya hui mujse sanam kahta –Bata kyu mujhko khudse tune durr kar diya ………
Mehandi se saja kar mere hathon ko Ek pal me kyun mujhe berang kar diya
Khilta tha rang mere chaehre ka Sirf teri muskan dekhne se
Kyun tune udaasi ki chaadar se chehra chhupakarMere chamakte chehre ko benuur kar diya
Kehti to thi main har baat tumse sanam Apne dil ki apne har gum ki khushi ki
Kyun tune aaj kuch na kaha mujhse Kyun khamosh rah tune mere dhruv ko mujse dur kar diya...!!!
Aisa bhi kya hua mujse –tujse na milne se majbur kar diya
Kya hui mujse sanam kahta –Bata kyu mujhko khudse tune durr kar diya ………
Tuesday, August 3, 2010
kuch afsaane
shayar family ki is duniya me jab kadam rakha tha yaha k har shaks se anjaan thi...yaha sab kuch mila jiski talaash thi ...ishq ibadat ki duniya me bitaye har ek pal ek sunahri yaad ban gaya .....jin hatho ko thame is duniya me kadam rakhe the ...unhi ne yaha lakr anjaan jesa kar diya ...... dua hai ye pariwar hamesha yuhi pyar bhari khushiyo se mahkta rahe hamesha .....shayar family k liye bhawna ki yahi dua hai dil se .......................................... chahto ko apne ahsan jesa kar diya in mahakte phoolon ko bejaan jesa kar diya .... jindgi ko hum paheli ki tarah karte the hal ek bache ne use muskaan jesa kar diya .... hum jise apna mukaam samajte the usme ek din maut ne aakar hume mehmaan jesa kar diya ..... sahibo!!!vo puchte hai apka dil kya hua Husn ne ek shokh ko nadan jesa kar diya ...... Vo jo apne daur me gulshan tha ,usko waqt ne Mukhtasar itna kiya guldaan jesa kar diya ................ with lots of love |
Sunday, August 1, 2010
Subscribe to:
Posts (Atom)